Wajah Kia Thi Lyrics – Raafay Israr
Wajah Kia Thi is a romantic ballad with beautiful lyrics dedicated to all the broken hearts. Composed and sung by Raafay Israr, Wajah Kia Thi features Noor Hassan and Azekah Daniel.
Singer | Raafay Israr |
Singer | Raafay Israr |
Hum ko itna satanay ki wajah kia thi
Haath mujhse churanay ki wajah kia thi
Janay walay mujhko ye tum bata jatay
Ye khalish bhi dil ki tum mita jatay
Chorna tha yun tanha jo raahon mein
Humsafar phir bananay ki wajah kia thi
Haath mujhse churanay ki wajah kia thi
Janay walay mujhko ye tum bata jatay
Ye khalish bhi dil tum mita jatay
Torna tha yun jab mere khwabon ko
Meri palkon pe sajanay ki wajah kia thi
Tere zakhmon ne mujhe chain se jeenay na dia
Bewafai ne teri barbaad kia
Humko itna satanay ki wajah kia thi
Haath mujhse churanay ki wajah kia thi